राज ठाकरे जिस प्रकार कि आग उगल रहा है उसे देखकर ये लगता है कि अब समय आ गया है कि क्षेत्रीय पार्टियों का अस्तित्व समाप्त कर देना ही इस देश कि अखंडता के लिए हितकर है । पहले वह हिन्दू हितों की बात करता था और जब समाज के एक बडे तबके ने उसे भाव नही दिया तो वह मराठी अस्तित्व का कुकरहांव अलापने लगा । अगर राज में काबिलियत है तो वह मुम्बई से बाहर निकलकर किसी दूसरे प्रांत में खुद को साबित करे . नरेन्द्र मोदी को सभी छद्म सेकुलरों ने खूब गरियाया लेकिन गुजरात ही नहीं बल्कि पूरे भारत में उनकी स्वीकार्यता बढ़ी है और राज ठाकरे अपने घर में ही जमीं तलाश रहा है वह भी जमीन खोदकर...............
अली शाह जिलानी और उसके जैसे तमाम अलगाववादी नेताओं ने बीस साल पहले यही खेल कश्मीर में शुरू किया था और धरती के स्वर्ग को जीता जगता जहन्नुम बना दिया। क्या राज भी वही करने का इरादा रखता है ?
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
तभी मैं कहता हूं ये राज ठाकरे नहीं, खाज ठाकरे हैं। बहुत खाज है बेचारे को। कोई बता नहीं मिट जाएगी कभी या मिटा दी जाएगी।
जवाब देंहटाएंYes. I do agree with writer's point of view.
जवाब देंहटाएंThe political Games played by Raj Thakarey are doomed to fail as he does have any pragmatic line of action. He is just using his mouth and trying to play with sentiments of people. It's bit disappointing.
Shayad Raj Thakreko kiseene khule aam batana chahiye ki, baadme atankwaadiyonke khilaaf chal rahe missionke ke samapanke wqat jo commandos bulaye gaye wo sabhi Uttar Bharteey the...tabhi to Thakre apne gharne dubak ke chainse baithe rahe...tab nahee aaye "Hamaree mumbai" ko bachane ? Kyon nahee utare un jaabazonke saath khule maidanme, kyon nahee lalkara aatankwadiyonko, ki chhodke jao is jageh ko...kyon apne dadbeme ek kayarki tarah ghuse rahe??
जवाब देंहटाएंMai khud ek Maharastr me pali badhi wyakti hun, par mai apne aapko kewal Bharatwaasi samajhti hun...har doosara wyakti Bharatka niwasi hai...naki kisee subeka...
Gar samasyayen hain, to un samasyaonki jad tak jayen wo, jaye Bihar aur UP me wahan visthapitonke liye kaam nikale...kareegar/bunkar atmhatya kar rahe hain, unhen "Raj"ashray den ! Unhen bachayen...Bharatki pracheen parampara, bemisaal bunkaronko bachayen, unhen ubharen...na ki kewal Mumbai/ ya Maharashtr se nikal jaaneko kahen...samasyaka ye ant nahi...par unhen to apne vots se matlab hai, deshse nahee...deshke waaste marneke liye to policewale pade hain...janta kitne din in logonki shahadat yaad rakhegi?
Kitne log yaad rakhenge ki, Modine apna rajkeey hetu poora karneke liye Shaheed Hemant Karkare pe bebuniyad ilzaam lagaye, use ek bura "Hindu " kaha..! Wo ek nek aur kartawyatatpar Hindustanee tha aur Bhratka ek behtareen afsar tha..yahan, achha Hindu ya bura Hindu honeki baat kahanse aa gayee? Use keh diya ki wo " doosari bazzoke" ke saath hai aur jab "doosaree baazooki" goliyon ne use chhalnee kar diya to ve ek karod( janatake paise ) leke us veerpatneeko dene gaye...phir ekbaar prasiddheeki lalachme, surkhiyonme aaneke liye...aur waahre ye veerpatnee...hame garv hai us jaisee auratpe, uske swabhimaanpe, usne ek paisabhi lenese inkar kar diya..ab uska pati apnee jaan gawnake ek achha "Hindu " sabit ho gaya? Kya karara tamacha mara us bahadur aur khuddar auratne Modike muhpe...!
Ek aur baat bhool gayi..
जवाब देंहटाएंKal der raat baith, tabiyat nihayat kharab honeke bavjood, maine aapko do e-mail bheje, aapne uthaye sawalonke jawabme...aapke uttarkaa intezaar hai...ab nidartase janjagruteeka maqsad, mera maqsad ban gaya hai...atankwaadee mere deshko girvi nahee rakh sakte...unhen kiseebhi halatme ham safal nahee hone denge...chahe ab meree jaanhi kyon na jaye...ab koyi dar nahee, sach kehnese mai peechhe nahee hatnewaali...Chahe jo ho...Aapke uttarki prateeksha hai...mera lamba chauda khat to aapko milahee hoga...maine socha tha, shayad subah tak aap kuchh pratikriya zaroor denge...intezaar jaaree hai...bohotse kaam pade hain aur ab samay kam hai...